Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDo Badan (1966)
HomeDo Badan (1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bhari duniya mein aakhir dil ko samjhane kahan jaayen bhari duniya mein aakhir dil ko samjhane kahan jaayen mohabbat ho gayi jinko wo deewane kahan jaayen bhari duniya mein aakhir dil ko samjhane kahan jaayen bhari duniya lagen hain shamma par pehre zamaane ki nigahon ke lagen hain shamma par pehre zamaane ki nigahon ke zamaane ki nigahon ke jinhen jalne ki hasrat hai jinhen jalne ki hasrat hai wo parwane kahan jaayen mohabbat ho gayi jinko wo deewane kahan jaayen bhari duniya mein aakhir dil ko samjhane kahan jaayen bhari duniya sunaana bhi jinhen mushkil chhupana bhi jinhen mushkil sunaana bhi jinhen mushkil chhupana bhi jinhen mushkil chhupana bhi jinhen mushkil zara tu hi bataa aye dil zara tu hi bataa aye dil wo afsane kahan jaayen mohabbat ho gayi jinko wo deewane kahan jaayen bhari duniya mein aakhir dil ko samjhane kahan jaayen bhari duniya nazar mein uljhanen dil mein hai aalam beqaraari ka nazar mein uljhanen dil mein hai aalam beqaraari ka hai aalam
jab chali thandi hawa jab uthi kaali ghata mujhko aye jaan e wafa tum yaad aaye jab chali thandi hawa jab uthi kaali ghata mujhko aye jaan e wafa tum yaad aaye zindagi ki daastaan chaahe kitni ho haseeen bin tumhaare kuchh nahi bin tumhaare kuchh nahi kya maza aata sanam aaj bhoole se kahin tum bhi aa jaate yahin tum bhi aa jaate yahin ye bahaare ye fiza dekh kar o dilruba jaane kya dil ko huaa tum yaad aaye jab chali thandi hawa jab uthi kaali ghata mujhko aye jaan e wafa tum yaad aaye ye nazaaren ye sama aur phir itne jawaan haay re ye masteeyan haay re ye masteeyan aisa lagta hai mujhe jaise tum najadeek ho iss chaman se jaane jaan iss chaman se jaane jaan sun ke pee pee ki sada dil dhadakata hai mera aaj pehle se siva tum yaad aaye jab chali thandi hawa jab uthi kaali ghata mujhko aye jaan e wafa tum yaad aaye
lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye dil unko dhoondta hai ghum ka singaar kar ke aankhen bhi thak gayin hain ab intezaar kar ke aankhen bhi thak gayin hain ab intezaar kar ke ik saans reh gayee hai wo bhi na toot jaaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye roti hain aaj hum par tanhaayian humari roti hain aaj hum par tanhaayian humari wo bhi na paayen shayad parchhaaiyaan humari badhate hi ja rahe hain mayusiyon ke saaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye lau tharthara rahi hai ab shamen zindagi ki ujadi huyi muhabbat meheman hai do ghadi ki ujadi huyi muhabbat meheman hai do ghadi ki mar kar hi ab milenge jee kar to mil na paye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye
mat jaiyo naukariya chhod ke tore paiyaan padun balma mat jaiyo naukariya chhod ke tore paiyaan padun balma tore paiyaan padun main binti karun tore paiyaan padun main binti karun mat jaiyo naukariya chhod ke tore paiyaan padun balma mat jaiyo naukariya chhod ke dekh piya pardes mein aisi roop ki chhaya naahi milegi dekh piya pardes mein aisi roop ki chhaya naahi milegi paisa rupaiyaa mil jaayega prem ki maaya naahi milegi preet nahin to kuchh bhi nahin hai saanchi kahun balma mat jaiyo naukariya chhod ke tore paiyaan padun balma mat jaiyo naukariya chhod ke preet karo aur reet naa jaano tum to ho saiyaan theth anadi preet karo aur reet naa jaano tum to ho saiyaan theth anadi bhool bhayi ye mose preetam jo main jeeyarva tose haari jaaun main tumse naa bolungi saanchi kahun balma mat jaiyo naukariya chhod ke tore paiyaan padun balma mat jaiyo naukariya chhod ke deepak lai ke dhundh lo jag mein hum si mohiniyaa naa paaoge deepak lai ke dhundh lo jag mein hum si
naseeb mein jiske jo likha tha woh teri mehfil mein kaam aaya naseeb mein jiske jo likha tha woh teri mehfil mein kaam aaya kisi ke hisse mein pyaas aayi kisi ke hisse mein jaam aaya naseeb mein jiske jo likha tha main ik fasaana hoon bekasi ka ye haal hai meri zindagi ka main ik fasaana hoon bekasi ka ye haal hai meri zindagi ka ye haal hai meri zindagi ka naa husn hi mujhko raas aaya naa ishq hi mere kaam aaya naseeb mein jiske jo likha tha badal gayin teri manzilen bhi bichhad gaya main bhi carvaan se badal gayin teri manzilen bhi bichhad gaya main bhi carvaan se bichhad gaya main bhi carvaan se teri muhabbat ke raasten mein naa jaane ye kya maqaam aaya naseeb mein jiske jo likha tha tujhe bhulane ki koshishen bhi tamaam naaqaam ho gayin hain tujhe bhulane ki koshishen bhi tamaam naaqaam ho gayin hain tamaam naaqaam ho gayin hain kisi ne zikr e wafaa kiya jab zubaan pe tera hi naam aaya naseeb mein jiske jo likha tha woh teri mehfil mein kaam aaya kisi ke hisse
raha gardishon mein hardam mere ishq ka sitara raha gardishon mein hardam mere ishq ka sitara kabhi dagmagayi kashti kabhi kho gaya kinara raha gardishon mein hardam koi dil ke khel dekhe ke mohabbaton ki baazi koi dil ke khel dekhe ke mohabbaton ki baazi wo kadam kadam pe jeete main kadam kadam pe haara raha gardishon mein hardam mere ishq ka sitara raha gardishon mein hardam ye humari badnasibee jo nahin to aur kya hai ye humari badnasibee jo nahin to aur kya hai ye humari badnasibee jo nahin to aur kya hai ke usi ke ho gaye hum jo na ho saka humara raha gardishon mein hardam mere ishq ka sitara raha gardishon mein hardam pade jab ghumon se paale rahe mit ke mitne wale pade jab ghumon se paale rahe mit ke mitne wale jise maut ne na poochha usse zindagi ne maara raha gardishon mein hardam mere ishq ka sitara kabhi dagmagayi kashti kabhi kho gaya kinara raha gardishon mein hardam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bhari Duniya Mein Do Badan (1966) 05:27 13135
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:27   Song Number : 13135   

Jab Chali Thandi Hawa Do Badan (1966) 03:51 20627
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Asha Parekh
Duration : 03:51   Song Number : 20627   

Lo Aa Gayee Unki Yaad Do Badan (1966) 05:19 20829
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Asavari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:19   Song Number : 20829   

Mat Jaiyo Naukariya Do Badan (1966) 03:36 13138
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Asha Parekh
Duration : 03:36   Song Number : 13138   

Naseeb Mein Jiske Do Badan (1966) 04:16 13139
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:16   Song Number : 13139   

Raha Gardishon Mein Hardam Do Badan (1966) 04:18 12225
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:18   Song Number : 12225